Contents
- 1 Ye Raat Khushnaseeb Hai Lyrics in English
- 2 Ye Raat Khushnaseeb Hai Lyrics in Hindi
- 3 Songs Credits
- 4 Frequently Asked Questions about "Ye Raat Khushnaseeb Hai"
- 5 Who has sung the song "Ye Raat Khushnaseeb Hai"?
- 6 Who composed the music of "Ye Raat Khushnaseeb Hai"?
- 7 Which movie is the song "Ye Raat Khushnaseeb Hai" from?
- 8 Who are the cast members in "Ye Raat Khushnaseeb Hai"?
- 9 Share this:
Ye Raat Khushnaseeb Hai lyrics from the movie "Aaina (1993)" sung by Lata Mangeshkar. This old song is written by Sameer, and the music is composed by Dilip Sen-Sameer Sen. Starring Jackie Shroff, Juhi Chawla and Amrita Singh.
Ye Raat Khushnaseeb Hai Lyrics in English
Saanson mein tum
Dil ki dhadkan mein tum
Rehte ho
Mere khyaalon mein tum
Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai
Yahan to gum ki sej par
Humaari aarzoo
Akeli muh chhupaaye ro rahi hai
Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai
Saathi maine paake tujhe khoya
Kaisa hai ye apna naseeb
Hoo o
Tujhse bichhad gayi main to
Yaadein teri hai mere kareeb
Hoo o oo o
Tu meri wafaon mein,
Tu meri sadaon mein
Tu meri duwaaon mein
Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai
Katati nahi hai meri raatein
katatein nahi hai mere din
Ho o o o
Mere saare sapne adhure
Zindagi adhuri tere bin
Hoo o oo o
Khwabon mein nigaahon mein
Pyar ki panaahon mein
Aa chhupale baahon mein
Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai
Yahan to gum ki sej par
Humaari aarzoo
Akeli muh chhupaaye ro rahi hai

Ye Raat Khushnaseeb Hai Lyrics in Hindi
सांसों में तुम
दिल की धड़कन में तुम
रहते हो
मेरे ख्यालों में तुम
ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है
यहाँ तो गम की सेज पर
हमारी आरज़ू
अकेली मुंह छुपाये रो रही है
ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है
साथी मैंने पाके तुझे खोया
कैसा है ये अपना नसीब
होओ ओ
तुझसे बिछड़ गई मैं तो
यादें तेरी है मेरे करीब
होओ ओ ओओ ओ
तू मेरी वफ़ाओं में
तू मेरी सदाओं मैं
तू मेरी दुआओं में
ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है
कटती नहीं है मेरी रातें
कटते नहीं है मेरे दिन
हो ओ ओ ओ
मेरे सारे सपने अधूरे
जिंदगी अधूरी तेरे बिन
होओ ओ ओओ ओ
ख्वाबों में निगाहों में
प्यार की पनाहों में
आ छुपाले बाहों में
ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है
यहाँ तो गम की सेज पर
हमारी आरज़ू
अकेली मुंह छुपाये रो रही है
Songs Credits
| Title: | Ye Raat Khushnaseeb Hai |
|---|---|
| Movie: | Waqt Ki Deewar |
| Singers: | Kishore Kumar, Mohammed Rafi |
| Music: | Laxmikant Pyarelal |
| Label: | Saregama |
| Cast: | Sanjeev Kumar, Jeetendra |
Frequently Asked Questions about "Ye Raat Khushnaseeb Hai"
Who has sung the song "Ye Raat Khushnaseeb Hai"?
The song "Ye Raat Khushnaseeb Hai" has been sung by Kishore Kumar, Mohammed Rafi.
Who composed the music of "Ye Raat Khushnaseeb Hai"?
Laxmikant Pyarelal composed the music of "Ye Raat Khushnaseeb Hai".
Which movie is the song "Ye Raat Khushnaseeb Hai" from?
The song "Ye Raat Khushnaseeb Hai" is from the movie Waqt Ki Deewar.
Who are the cast members in "Ye Raat Khushnaseeb Hai"?
The cast of "Ye Raat Khushnaseeb Hai" includes Sanjeev Kumar, Jeetendra.







