Contents
- 1 Yahin Guzaar Doon Lyrics in English
- 2 Yahin Guzaar Doon Lyrics in Hindi
- 3 Songs Credits
- 4 Frequently Asked Questions about "Yahin Guzaar Doon"
- 5 Who has sung the song "Yahin Guzaar Doon"?
- 6 Who wrote the lyrics of "Yahin Guzaar Doon"?
- 7 Who composed the music of "Yahin Guzaar Doon"?
- 8 Which movie is the song "Yahin Guzaar Doon" from?
- 9 Who are the cast members in "Yahin Guzaar Doon"?
- 10 Share this:
“Yahin Guzaar Doon” is a Hindi and English song performed by Shreya Ghoshal and Amaal Mallik. The lyrics are written by Kunaal Vermaa, while the music is composed by Amaal Mallik. The music video features Amaal Mallik and Farrhana Bhatt, and it is directed by Krish Trivedi.
Yahin Guzaar Doon Lyrics in English
Ummm.. aa..
Iss duniya ke andheron mein
Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha inn lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Kiya hai kitna tune mere liye
Main, kahe jo tu, toh hans ke mar jaaun
Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Iss duniya ke andheron mein
Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha inn lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Mujhe yaad hai woh din aaj bhi
Main chalke tere paas aaya tha
Nahi tha koi jahaan mein mera
Tune hi gale lagaya tha
Ho mila jo tu toh har khushi mil gayi hai
Ab iss se zyada aur kya maangu
Jo haath yeh rahe tеre haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaogе toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Koi aisa pal jiya hi nahi
Jiss mein tera naam na liya
Tere ho gaye toh humne, sanam
Sab se faasla bana liya
Haan।। tera mera safar kabhi na khatam ho
Bhale hi saanson se bichhad jaaun
Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon

Yahin Guzaar Doon Lyrics in Hindi
उम्म.. आ ..
इस दुनिया के अंधेरों में
जब तू मेरे क़रीब आया
कुछ भी न था इन लकीरों में
तब तू ले के नसीब आया
किया है कितना तूने मेरे लिए
मैं, कहे जो तू तो हँस के मर जाऊँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
इस दुनिया के अंधेरों में
जब तू मेरे क़रीब आया
कुछ भी न था इन लकीरों में
तब तू ले के नसीब आया
मुझे याद है वो दिन आज भी
मैं चलके तेरे पास आया था
नहीं था कोई जहाँ में मेरा
तूने ही गले लगाया था
हो.. मिला जो तू तो
हर खुशी मिल गई है
अब इस से ज़्यादा और क्या माँगूँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
कोई ऐसा पल जिया ही नहीं
जिस में तेरा नाम ना लिया
तेरे हो गए तो हमने सनम
सब से फ़ासला बना लिया
हाँ तेरा मेरा सफ़र कभी ना ख़त्म हो
भले ही साँसों से बिछड़ जाऊँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
Songs Credits
| Title: | Yahin Guzaar Doon |
|---|---|
| Movie: | Yahin Guzaar Doon |
| Singers: | Amaal Mallik, Shreya Ghoshal |
| Lyrics: | Kunaal Vermaa |
| Music: | Amaal Mallik |
| Cast: | Amaal Mallik, Farrhana Bhatt |
Frequently Asked Questions about "Yahin Guzaar Doon"
Who has sung the song "Yahin Guzaar Doon"?
The song "Yahin Guzaar Doon" has been sung by Amaal Mallik, Shreya Ghoshal.
Who wrote the lyrics of "Yahin Guzaar Doon"?
Kunaal Vermaa has written the lyrics of "Yahin Guzaar Doon".
Who composed the music of "Yahin Guzaar Doon"?
Amaal Mallik composed the music of "Yahin Guzaar Doon".
Which movie is the song "Yahin Guzaar Doon" from?
The song "Yahin Guzaar Doon" is from the movie Yahin Guzaar Doon.
Who are the cast members in "Yahin Guzaar Doon"?
The cast of "Yahin Guzaar Doon" includes Amaal Mallik, Farrhana Bhatt.







