Contents
- 1 Dono Ke Dil Hain Lyrics in English
- 2 Dono Ke Dil Hain Lyrics in Hindi
- 3 Songs Credits
- 4 Frequently Asked Questions about "Dono Ke Dil Hain"
- 5 Who has sung the song "Dono Ke Dil Hain"?
- 6 Who wrote the lyrics of "Dono Ke Dil Hain"?
- 7 Who composed the music of "Dono Ke Dil Hain"?
- 8 Which movie is the song "Dono Ke Dil Hain" from?
- 9 Who are the cast members in "Dono Ke Dil Hain"?
- 10 Share this:
Dono Ke Dil Hain lyrics from the movie "Nargis (1974)" sung by Jagjit Singh and Lata Mangeshkar. This old song is written by Majrooh Sultanpuri and the music is composed by Basu Chakraverthy. Casting Zeba Bakhtiar, Hema Malini and Naserudin Shah.
Dono Ke Dil Hain Lyrics in English
Mmm mm hmm hmm hmm hmm
Majbur pyar se
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Hum kya kare meri ja
Tum kya karo meri ja
Meri ja tum kya karo
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Hum kya kare meri ja
Tum kya karo
Meri ja tum kya karo
Hum to sanam tumko
Chahe umar bhar dekhe
Dil ki pyas kehti hai
Aur ek najar dekhe
Aa aaaa aa aa aaaa aaaa aa
Hum to sanam tumko
Chahe umar bhar dekhe
Dil ki pyas kehti hai
Aur ek najar dekhe
Ho dekho humara bhi haal
Hardam tumhara khayal
Dekho humara bhi haal
Hardam tumhara khayal
Dil mein uthata hai tufaan
Hum kya kare
Tum kya karo
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Hum kya kare meri ja
Tum kya karo
Meri ja tum kya karo
Lekar tumhara naam
Aise khoye rehte hai
Aaj humko deewana
Hanske log kahte hai
Aa aaaa aa aa aaaa aaaa aa
Lekar tumhara naam
Aise khoye rehte hai
Aaj humko deewana
Hanske log kahte hai
Ho jis dil mein hota hai pyar
Kaise na ho beqarar
Jis dil mein hota hai pyar
Kaise na ho beqarar
Ye dil agar hai paresha
Hum kya kare
Tum kya karo
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Dono ke dil hai
Majbur pyar se
Hum kya kare meri ja
Tum kya karo
Meri ja tum kya karo

Dono Ke Dil Hain Lyrics in Hindi
मम म्म हम्म हम्म हम्म हम्म
मजबूर प्यार से
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
हम क्या करे मेरी जां
तुम क्या करो मेरी जां
मेरी जां तुम क्या करो
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
हम क्या करे मेरी जां
तुम क्या करो
मेरी जां तुम क्या करो
हम तो सनम तुमको
चाहे उमर भर देखे
दिल की प्यास कहती है
और एक नज़र देखे
आ आआ आ आ आआ आआ आ
हम तो सनम तुमको
चाहे उमर भर देखे
दिल की प्यास कहती है
और एक नज़र देखे
हो देखो हमारा भी हाल
हरदम तुम्हारा ख्याल
देखो हमारा भी हाल
हरदम तुम्हारा ख्याल
दिल में उठाता है तूफ़ान
हम क्या करें
तुम क्या करो
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
हम क्या करे मेरी जां
तुम क्या करो
मेरी जां तुम क्या करो
लेकर तुम्हारा नाम
ऐसे खोये रहते है
आज हमको दीवाना
हंसके लोग कहते है
आ आआ आ आ आआ आआ आ
लेकर तुम्हारा नाम
ऐसे खोये रहते है
आज हमको दीवाना
हंसके लोग कहते है
हो जिस दिल में होता है प्यार
कैसे ना हो बेकरार
जिस दिल में होता है प्यार
कैसे ना हो बेकरार
ये दिल अगर है परेशां
हम क्या करें
तुम क्या करो
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
दोनों के दिल है
मजबूर प्यार से
हम क्या करे मेरी जां
तुम क्या करो
मेरी जां तुम क्या करो
Songs Credits
| Title: | Dono Ke Dil Hain |
|---|---|
| Movie: | Nargis |
| Singers: | Jagjit Singh, Lata Mangeshkar |
| Lyrics: | Majrooh Sultanpuri |
| Music: | Basu Chakraverthy |
| Cast: | Naserudin Shah, Zeba Bakhtiar, Hema Malini |
Frequently Asked Questions about "Dono Ke Dil Hain"
Who has sung the song "Dono Ke Dil Hain"?
The song "Dono Ke Dil Hain" has been sung by Jagjit Singh, Lata Mangeshkar.
Who wrote the lyrics of "Dono Ke Dil Hain"?
Majrooh Sultanpuri has written the lyrics of "Dono Ke Dil Hain".
Who composed the music of "Dono Ke Dil Hain"?
Basu Chakraverthy composed the music of "Dono Ke Dil Hain".
Which movie is the song "Dono Ke Dil Hain" from?
The song "Dono Ke Dil Hain" is from the movie Nargis.
Who are the cast members in "Dono Ke Dil Hain"?
The cast of "Dono Ke Dil Hain" includes Naserudin Shah, Zeba Bakhtiar, Hema Malini.







