Contents
- 1 Deewana Mujhe Kar Gaya Lyrics in English
- 2 Deewana Mujhe Kar Gaya Lyrics in Hindi
- 3 Songs Credits
- 4 Frequently Asked Questions about "Deewana Mujhe Kar Gaya"
- 5 Who has sung the song "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
- 6 Who wrote the lyrics of "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
- 7 Who composed the music of "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
- 8 Which movie is the song "Deewana Mujhe Kar Gaya" from?
- 9 Who are the cast members in "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
- 10 Share this:
Deewana Mujhe Kar Gaya lyrics in Hindi & English from the movie "Khuda Gawah (1992)" sung by Alka Yagnik and Mohammad Aziz. This song is written by Anand Bakshi and the music is composed by Laxmikant-Pyarelal. Casting Amitabh Bachchan and Sridevi.
Deewana Mujhe Kar Gaya Lyrics in English
Aa aassss aa
Aa aassss aa
Meri fariyaad tu
Khuda ke baad tu
O mere baadshaah
Khuda iska gawaah
Main vapas aaunga
Ye waada hai tera
Mukar sakta nahi
Tu mar sakta nahi
Ye waada todkar
Mujhe yun chhod kar
Agar tu jaayega
To hoga bewafaa
Tu kaat sakta nahi
Kisi talwar se
Tu ruk sakta nahi
Kisi deewar se
Utar maidan mein
Nikal toofan mein
Ye teri jung hai
Lahu toh rang hai
Ye beh jaaye to kya
Ye reh jaaye to kya
Karishma wo dikha
Kahe sab marhaba
Rahe tu na rahe
Magar duniya kahe
Rahe tu na rahe
Magar duniya kahe
Hazaaron se lada
Akela baadshaah
Akela baadshaah
Akela baadshaah
Akela baadshaah
Ho o..
Deewana mujhe kar gaya
Haaye re jaana tera
Hoga kab aana tera
Deewana mujhe kar gaya
Haaye re jaana tera
Hoga kab aana tera
Ho mujhe le aayi hai
Mujhe le aayi hai
Yaad teri aa gaya
Dekh deewana tera
Tu na ja mere baadshah
Ek waade ke liye
Ek waada tod ke
Tu na ja mere baadshah
Ek waade ke liye
Ek waada tod ke
Ye waada hai mera
Ye waada hai mera
Main agar mar bhi gaya
To bhi Vaapas aaunga

Deewana Mujhe Kar Gaya Lyrics in Hindi
आ आssss आ
आ आssss आ
मेरी फरियाद तू
खुदा के बाद तू
ओ मेरे बादशाह
खुदा इसका गवाह
मैं वापस आऊँगा
ये वादा है तेरा
मुकर सकता नहीं
तू मर सकता नहीं
ये वादा तोड़कर
मुझे यूं छोड़ कर
अगर तू जायेगा
तो होगा बेवफ़ा
तू कट सकता नहीं
किसी तलवार से
तू रुक सकता नहीं
किसी दीवार से
उतर मैदान में
निकल तूफ़ान में
ये तेरी जंग है
लहू तो रंग है
ये बह जाये तो क्या
ये रह जाये तो क्या
करिश्मा वो दिखा
कहे सब मरहबा
रहे तू ना रहे
मगर दुनिया कहे
रहे तू ना रहे
मगर दुनिया कहे
हजारों से लड़ा
अकेला बादशाह
अकेला बादशाह
अकेला बादशाह
अकेला बादशाह
हो ओ..
दीवाना मुझसे कर गया
हाय रे जाना तेरा
होगा कब आना तेरा
दीवाना मुझसे कर गया
हाय रे जाना तेरा
होगा कब आना तेरा
हो मुझे ले आई है
मुझे ले आई है
याद तेरी आ गया
देख दीवाना तेरा
तू ना जा मेरे बादशाह
एक वादे के लिए
एक वादा तोड़ के
तू ना जा मेरे बादशाह
एक वादे के लिए
एक वादा तोड़ के
ये वादा है मेरा
ये वादा है मेरा
मैं अगर मर भी गया
तो भी वापस आऊँगा
Songs Credits
| Title: | Deewana Mujhe Kar Gaya |
|---|---|
| Movie: | Khuda Gawah |
| Singers: | Alka Yagnik, Mohammad Aziz |
| Lyrics: | Anand Bakshi |
| Music: | Laxmikant-Pyarelal |
| Cast: | Amitabh Bachchan, Sridevi |
Frequently Asked Questions about "Deewana Mujhe Kar Gaya"
Who has sung the song "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
The song "Deewana Mujhe Kar Gaya" has been sung by Alka Yagnik, Mohammad Aziz.
Who wrote the lyrics of "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
Anand Bakshi has written the lyrics of "Deewana Mujhe Kar Gaya".
Who composed the music of "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
Laxmikant-Pyarelal composed the music of "Deewana Mujhe Kar Gaya".
Which movie is the song "Deewana Mujhe Kar Gaya" from?
The song "Deewana Mujhe Kar Gaya" is from the movie Khuda Gawah.
Who are the cast members in "Deewana Mujhe Kar Gaya"?
The cast of "Deewana Mujhe Kar Gaya" includes Amitabh Bachchan, Sridevi.







